Tuesday, 29 November 2011

Bura lagta hai


Sad Shayari

Hijr ki aag mein sulgO tO bura lagta hai,
Tum meri deed kO tarsO tO bura lagta hai,
AarzoO ye hai faqat mujhpe ‘meherbaan’ rahO,
Tum kisi aur kO chahO tO bura lagta hai…

No comments:

Post a Comment